HAZART MUHAMMAD ( PBUH ) ALLAH k akhri rasool hain .jin ki life hum sb k liya ek amali namona hy QURAN akhri kitab hy ALLAH na deen Islam ko hamrey liya mumkamal ker dia hy abh hamra farz hy k hum apni zindagi ALLAH aur QURAN ko smny rakh k guzaray insaaf qaim kerin is k bina peace qaim ni ho skta burayi sa mana kerin adal o insaaf ko qaim kerin
ALLAH na humay muslim paiada kiya hamrey liya QURAN utara tk k hum os ko follow kertay hua apni life guzaray ALLAH pa yakeen rakhein os na madad mangein os pa trust kerin
https://youtu.be/c9h1csFo6nI Sood lenay wala aur dena dono trhan sa haram hy aur in k khilaf muslim ko haq hy k wo awaz uthae aur elaan jang bhe ker skta hy ALLAH na halal rizq ka hukam dia hy
Comments
Post a Comment