HAZART MUHAMMAD ( PBUH ) ALLAH k akhri rasool hain .jin ki life hum sb k liya ek amali namona hy QURAN akhri kitab hy ALLAH na deen Islam ko hamrey liya mumkamal ker dia hy abh hamra farz hy k hum apni zindagi ALLAH aur QURAN ko smny rakh k guzaray insaaf qaim kerin is k bina peace qaim ni ho skta burayi sa mana kerin adal o insaaf ko qaim kerin